SMS Jokes

SMS Jokes Post 36

Sardar wanted to make a STD call to Punjab,
He wanted to save money what did he do?
Simple he went to Punjab and made a local call.
Sardar went out to buy an Indian flag.
The shop owner gave him the flag. Guess what did he ask next...
Ismein aur colour dikhayiye.
Teacher: is line ki English banao, "usne apna kaam kiya or karta hi gya"
Sardar: He done his work and Done Dana Dan Done Dana Dan...

SMS Jokes Post 37

Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gahara koi nahi.
Aab aapki kya tarif karu...
Dost me aap jaisa...
Nalayak koi nahi!
Sardar ek Sadhu se bola: "Baba, meri biwi bahut pareshan karti hai, koi upay batao."
Sadhu: "Beta, upaay hota to main sadhu kyun banta?"
Wo zindagi hi kya jisme pyar nahi,
Wo pyar hi kya jisme yaden nahi,
Wo yaden he kya jisme tum nahi,
Wo tum hi kya jisme hum nahi.

SMS Jokes Post 38

Sardar found answer to the most difficult question ever
"What comes first - the chicken or the egg?"
O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega!
Jo assani se mile wo hai gum,
Jo mushkil se mile wo hai paisa,
Jo kissi-kissi ko mile wo hai pyaar,
Jo naseeb waloo ko mile wo hai mera SMS!!!
Customer: Bhai kab se wait ker raha hoon khana abhi tak tayyar nahi howa?
Hotel Wala: Sir khana to 3 din pehlay se tayyar hai bas Garam ho raha hai.

SMS Jokes Post 39

Zindagi mein hamesha SMART log milenge,
kahi zyada to kahi kum milenge,
choice zara sochke karna,
zaroori nahi har jagah tumhe hum jaise milenge.
Beta: Papa apki shadi ho gai?
Papa: Yes.
Beta: kis se?
Papa: apki mama se.
Beta: aap to bade hi chalak nikley ghar mai hi chakkar chala liya !
You are my sweet SONA
I don't want you to KHONA
I want a place in your heart's KONA
Otherwise I will start RONA
Atleast Good Morning to kar LONA

SMS Jokes Post 40

Lady Teacher: Bilee key itney sarey bachey kun hotey hain?
Student: Miss agar aap bhi kaprey utar kar bahir ghoomain to aap key us sey bhi ziada hoongey.
Bengali patient: Doctor sahab, potla-potla totti aata hai, khane ko man nahin karta hai.
Doctor: Yeh lo dawai, mota-mota totti aayega, jaise marzi kaat ke khana
Mayawati came to Lallu's house with a goat.
Lallu: Bhaiswa ko kyon layi ho?
Maya: Dikhta nahin goatwa hai?
Lallu: Hum goatwa se hi to pooch raha hoon.